पार्ट 1 me qualify hindi aur english me alag alag होता है sir pls btaiye
Sir bpsc tgt biology ke teacher banne ke liye hme chemistry, physics v pdhna hoga ?
Plzz sir,bpsc pgt home science ki eligiblity kya h ??????
Home science ki Nhii h PGT m
Part 2and part 3 se result aa sakti h agr 20 marks language Ho toh
Sir ye commerce wale pgt k liye hai ?
Hello sir 🙏 mera post graduation me zoology subject tha to ky mai pgt ke liye biology subject le skti hu🙏
Sir objective questions hota hai na
🙏ye bosc-4ka syllabus h ya Bpsc -1,2,3 ??
Sir BPSC tre 4.o ka exam sabhi state me hoga na ki sir bihar me jakr exam dena hota hai🙏
Bsc graduation wale jusne d el ed kra hai kya wo v 6-8 class k liye bhar skte hai..?
Sir,,,, negative marking hoti hai ki nhi? Plz rply
PGT ka bohut sara varieties hai, jaise UP,KVS ye saab kya hota hai? Mein West Bengal se hoon mujhe konsa PGT exam dena hoga? Uske husab se total marks, timing, pattern kya hai pura details bata sakte hai ?
Sir English aur hindi ka alag alag qualifying hota h ya dono ka ek hi milkar kitna questions sahi hona chahiye
Sir part 2nd aur part 3rd milakr merit bnti h kya
gs ka preparation kha se kru
English and Hindi qualify bhi hota h
Plz stet ka result aae to bta dijiyegaa🙏
6to8 ke liye bhi same hai
@myogenicabhishek